अगर ज़िंदगी में कुछ पाना हो, तो तरीके बदलो इरादे नहीं…!!
“अगर हारने से दर लगता है तो, जितने की इच्छा कभी मत रखना !!
“अगर हारने से दर लगता है तो, जितने की इच्छा कभी मत रखना !!
Waqt Kam Hai Jitna Dum Hai Laga Do, Kuch Logo Ko Main Jagata Hun, Kuch Logo Ko Tum Jaga Do.
Kaam Aisa Karo Ki Naam Ho Jaye Ya Phir Naam Aisa Karo Ki Sunte He Kaam Ho Jaye.
Motivational Quotes on Failure in Hindi
Jab Kuch Second Ki Muskurahat Se Tasveer Achchi Aa Sakti Hai,
To Hamesha Muskura Ke Jeeney Se Zindagi Achchi Q Nahi Ho Sakti..!!
Samay Ke Saath Badal Ne Ka Hoonar To Har Koi Rakhta Hai..Janab..
Mazaa To Tab Aaye Jab Waqt Badal Jaye Aur Insaan Na Badle..!!
Agar Aap Ek Pencil Ban Kar Kisi Ki Khushiya Nahi Likh Sakte,
To Koshish Karo Ki Achcha Rubber Ban Ke Kisi Ke Gum Mita Do..!!
Motivational Quotes in Hindi for Success
AMEER Itne Bano Ki Aap Kitni Bhi KEEMTI Cheez Ko Chaho Tab Kharid Sako.. KEEMTI Itne Bano K Is Duniya Ka Koi AMEER Se AMEER Bhi Apko Kharid Na Sake..!!
Dost Aur Dushman Ko Kabhi Vishwas Dilane Ki Zarurat Nahi Hoti.. Kyuki Dushman Kabhi Yakeen Nahi Karega, Aur Dost Kabhi Shaak Nahi Karega..!!
Aasani Se Kuch Na Mile To Udas Mat Hona, Mil Jayega Sab To Fir Koshish Kya Karoge..? Sapney Sab Haqiqat Nahi Hote, Agar Hoge Sab Haqiqat To Fir Sapney Kya Dekhoge..??
“आकाश की तरफ देखिये. हम अकेले नहीं हैं. सारा ब्रह्माण्ड हमारे लिए अनुकूल है और जो सपने देखते हैं और मेहनत करते हैं उन्हें प्रतिफल देने की साजिश करता है।”
Aapne Gumo Ki Numaish Na Kar, Apne Nasib Ki Yu Ajmaish Na Kar, Jo Tera Hai Wo Tere Dar Pe Ayega Jarur, Roz-Roz Use Pane Ki Khwaish Na Kar..
Khushiya Milti Nahi Mangne Se, Manzil Milti Nahi Raah Par Ruk Jane Se, Bharosa Rakhna Khud Par Aur Bhagwan Par, Sab Kuch Deta Hai Wo Sahi Waqt Aane Par.. Aur Nahi Mili To Konsa Tumhare Baap Ki Thi..!!
“डर मुझे भी लगा फांसला देख कर, पर मैं बढ़ता गया रास्ता देख कर, खुद ब खुद मेरे नज़दीक आती गई मेरी मंज़िल मेरा हौंसला देख कर।”
“इंसान को कठिनाइयों की आवश्यकता होती है, क्योंकि सफलता का आनंद उठाने कि लिए ये ज़रूरी हैं।”
No comments:
Post a Comment